Wednesday, October 19, 2005

Dilli

yeh shehar meri jaan
iska naam hain meri pehchaan
meri saanson mein basa
hawa ka nasha
mera dil mera pata
meri shaaaaaaaan
yeh shehar meri jaan
yeh shehar meri jaan

kehti koi kahani
yeh galiyan yeh bastiyan
rahon ko sajayein
pedo ki daaliyaan
yeh nazara
kitna hain pyara
mera dil mera pata
meri shaaaaaaaan
yeh shehar meri jaan
yeh shehar meri jaan

bhagta phir raha
har insaan yahan
dil mein hain basaye
jeene ka armaan
sab ka sahara
shehar hamara
mera dil mera pata
meri shaaaaaaaan
yeh shehar meri jaan
yeh shehar meri jaan

dilli hain meri jaan
dilli hain meri jaan
dilli hain meri jaan
dilli hain meeeeri jaan
meri jaaaaan

An ode to my fav city in the world..
Thx Palash n gang for this beautiful song

3 comments:

~Me said...

Nice song! :)... and, you've been tagged! :)

Sachin Keswani said...

irshaad irshaad...maar hi daaloge:)

~Lord Anshul said...

abe update wanted